- Lyrics
- Album list
- Singer Intro
Nitin Sawhney
-
Koyal (Songbird)
Lyricist:Nitin Sawhney
Kyun koyal bole patjhad mein Aur sawan mude amber mein Piya milan ki bela mein Kyun rut badle be-mausam mein
Kyun kali raton ke pat par Rang chhidakata hai jam kar [unverified] Haan paa kar tumko saajan mere Kyun zoom utha mera kan kan
Sun mitwa kyun man matwaara Naach raha tan man saara Gunje sargam payal chalkara Sangit ka naata tumhara Kyun rut badle bemausam mein
-
|