- 歌詞
- 專輯列表
Javed Ali & Kailash Kher
-
Arziyaan
作詞:Prasoon Joshi, A.r. Rahman
Arziyaan sari mein chehre pe likh ke laaya hoon Tumse kya mangu mein tum khud hi samjah lo Ya maulaaaa
Maula maula maula mere maula Maula maula maula mere maula Maula maula maula maula Maula maula maula maula
Dararein dararein bandhein pe maula Maramat mukdar ki kar do maula Mere maula Tere dar pe jhuka hoon meeta hoon bana hoon Marammat mukdar ki kar do maula Marammat mukdar ki kar do maula
Jo bhi tere dar aaya Juhkne jo sar aaya Mastiyan piye sabko Jhoomta nazar aaya
Jo bhi tere dar aaya Juhkne jo sar aaya Mastiyan piye sabko Jhoomta nazar aaya
Pyaas le ke aaya Dariya woh bhar laya Noor ki barish mein beeghta sa tar aaya Noor ki barish mein beeghta sa tar aaya
Maula maula maula mere maula Maula maula maula mere maula Maula maula maula maula Maula maula maula maula
Dararein dararein maathe pe maula Maramat mukdar ki kar do maula Mere maula
Jo bhi tere dar aaya Jhukne jo sar aaya Mastiyan piye sabko Jhoomta nazar aaya
Jo bhi tere dar aaya Jhukne jo sar aaya Mastiyan piye sabko Jhoomta nazar aaya
O ek khusbu aati thi O ek khusbu aati thi
Mein bhatakta jata tha Reshmi si maya thi Aur mein takta jata tha Jab teri gali aaya Sach tabhi nazar aaya
Jab teri gali aaya Sach tabhi nazar aaya Mujhe mein woh khusboo thi Jisse tune milwaya
更多更詳盡歌詞 在 ※ Mojim.com 魔鏡歌詞網 Maula maula maula mere maula Maula maula maula mere maula Maula maula maula maula Maula maula maula maula
Dararein dararein hai maathe pe maula Maramat mukdar ki kar do maula Mere maula
Aaa Aaaa
Tut ke bikharna mujhko zarur aata hai Tut ke bikharna mujhko zarur aata hai Varna ibbadat wala ssarur aata hai
Sajde mein rehne do Abb kahin na jaunga Sajde mein rehne do Abb kahin na jaunga
Abb jo tumne tukhraya to Sawar na paunga
Maula maula maula mere maula Maula maula maula mere maula Maula maula maula maula Maula maula maula maula
Dararein dararein hai maathe pe maula Maramat mukdar ki kar do maula Mere Maula
Sar utha ke mene to kitni khwahishe ki thi Kitne khwaab dekhe the kitni khosishe ki thi
Jab tu rubaru aaya Jab tu rubaru aaya nazarein na mila paya Sar jhuka ke ek pal mein
Sar jhuka ke ek pal mein Mene kya nahi paya
Maula maula maula mere maula Maula maula maula mere maula Maula maula maula maula Maula maula maula maula Mere maula Maula maula maula mere maula
Mora piya ghar aaya Mora piya ghar aaya Mora piya ghar aaya Mora piya ghar aaya
Maula maula maula mere maula Maula maula maula mere maula Maula maula maula maula Maula maula maula maula
Mere maula Maula maula maula mere maula Mere maula
-
|